Advertisement

Good Morning Shayari - Good Morning Quotes

" Yaad"- Good Morning Quotes For Love


“ गुज़रे हुए कल की याद आती है,

कुछ लम्हो से आँख भर जाती है,

पर जब आप जैसो की याद आती है ”

तो सुबह हसीन और शाम सुहानी हो जाती है ”


“ Guzre huye kal ki yaad aati hai,

Kuch lamho se aankh bhar jati hai,

Par jab aap jaiso ki yaad ati hai ”

To subha haseen aur sham suhani ho jati hai ”

******************************
 
" Din Ki Shuruat "- Good Morning Shayari

" बिन सावन बरसात नहीं होती,

सूरज छुपे बिना रात नहीं होती,

क्या करे हालात ही कुछ ऐसे है,

वरना आपको याद किये बिना,

हमारे दिन की शुरुआत नहीं होती "


“ Bin sawan barsaat nhi hoti,

Suraj chupe bina raat nhi hoti,

Kya kare halaat hi kuch aise hai,

Varna apko yaad kiye bina,

Humare din ki shuruat nhi hoti ”


******************************


Top best love shayari - Sad shayari - Life quotes - Hindi quotes


Read more :



Post a Comment

0 Comments